Maa Lakshmi ka Dhan Aakarshan Yantra Set
Maa Lakshmi ka Dhan Aakarshan Yantra Set Original price was: ₹1,199.00.Current price is: ₹749.00.
Back to products
Nav Durga Chowki
Nav Durga Chowki Original price was: ₹1,299.00.Current price is: ₹649.00.

Nav Grah Raksha Kavach Yantra

Original price was: ₹1,199.00.Current price is: ₹549.00.

Iske Fayde ( labh)

Ye yantra khaaskar un logon ke liye hai jinki kundli me grah dosh hai.

1. Nav Grah Shanti: Agar aapke kaam bante-bante bigad jate hain, Shani ki sade-sati, Mangal dosh, ya Rahu-Ketu ka prabhav hai, to ye 9 grahon ko shant rakhta hai.

2. Buri Nazar se Raksha: Hamsa hand ka mukhya kaam hi nazar dosh se bachana hai. Ghar me bachchon ko ya bado ko baar-baar nazar lagti hai to isko lagana bahut shubh hai.

3. Ghar me Shanti: Grahon ke bigadne se ghar me ladai, bimari aur paise ki tangi aati hai. Isko ghar me lagane se ye sab dosh kam hote hain.

13 People watching this product now!
Category: Tag:
Description

Hamsa Hand Nav Grah Raksha Kavach Yantra

Isme 2 bahut shaktishali cheezon ka combination hai:

1. Hamsa Hand (Panje ka nishan): Isko duniya bhar me buri nazar, kaale jaadu aur negative energy se bachne ka sabse purana symbol mana jata hai. Iska panje jaisa aakar buri energy ko rokta hai.

2. Andar lage 9 chhote Yantra – Nav Grah Yantra: Beech ke laal circle me 9 grah hai
• Surya, Chandra, Mangal, Budh, Guru, Shukra, Shani, Rahu, Ketu

Har rang ka yantra ek grah ke liye hai.

Iske Fayde ( labh)

Ye yantra khaaskar un logon ke liye hai jinki kundli me grah dosh hai.

1. Nav Grah Shanti: Agar aapke kaam bante-bante bigad jate hain, Shani ki sade-sati, Mangal dosh, ya Rahu-Ketu ka prabhav hai, to ye 9 grahon ko shant rakhta hai.

2. Buri Nazar se Raksha: Hamsa hand ka mukhya kaam hi nazar dosh se bachana hai. Ghar me bachchon ko ya bado ko baar-baar nazar lagti hai to isko lagana bahut shubh hai.

3. Ghar me Shanti: Grahon ke bigadne se ghar me ladai, bimari aur paise ki tangi aati hai. Isko ghar me lagane se ye sab dosh kam hote hain.

Isko Kahan Lagayein?

• Isko Ghar ke Main Darwaze (Entrance) ke andar ki taraf, ya bahar ki taraf latkana sabse uttam hai. Taaki ghar me aane wali buri hawa wahin ruk jaye.
• Isko aap apni Gaadi (Car) me, Office me ya apne Wallet/Bag me bhi rakh sakte hain.
• Ise latkane ke liye laal ya kale dhage ka istemal kar sakte hain.

Isko Shanivar ya Mangalwar ke din Gangajal se saaf karke lagana sabse shubh mana jata hai.

Reviews (0)

Reviews

There are no reviews yet.

Be the first to review “Nav Grah Raksha Kavach Yantra”

Your email address will not be published. Required fields are marked *