Shri Mahamrityunjay Raksha Kavach Yantra
₹1,299.00 Original price was: ₹1,299.00.₹649.00Current price is: ₹649.00.
Iske Fayde (Labh)
Isko “Mrityu ko jeetne wala yantra” bhi kehte hain.
1. Swasthya aur Bimari ke liye:
Jis ghar me koi member lambi bimari se pareshan hai, operation hua ho, ya baar-baar accident / chot lagti ho, unke liye ye sabse uttam yantra hai.
2 .Akaal Mrityu aur Durghatna se Raksha:
Gaadi me, ghar ke main darwaze par lagane se akaal mrityu, kaal sarp dosh aur bade sankat se aakaal mrityu, kaal sarp dosh aur bade sankat se raksha hoti hai.
3. Kaal Sarp aur Grah Dosh:
Jiski kundli me Kaal Sarp Dosh, Shani ya Rahu-Ketu kharab ho, unko is yantra ko apne puja sthal par rakhna chahiye.
4. Man ki Shanti:
Is mantra ki urja se ghar me dar, bechaini aur nakaratmakta khatam hoti hai.
Ye sabse bada rog-nashak aur ayu-badhak yantra mana jata hai.
Is yantra me kya hai ?
1. Upar – Bhagwan Shiv Ji: Neelkanth roop me.
2. Beech me – Mahamrityunjay Yantra: Beech me 5 kone wala sitara hai aur uspar “Om Namah Shivay” ka jaap likha hai.
3. Charo taraf – 12 Jyotirling ke photo: Photo me kinare par chote-chote dabbon me Kashi, Somnath, Mahakal jaise 12 Jyotirling ke darshan hain.
4. Neeche – Mahamrityunjay Mantra: “Om Trayambakam Yajamahe Sugandhim Pushtivardhanam…” pura mantra likha hai.
Iske Fayde (Labh)
Isko “Mrityu ko jeetne wala yantra” bhi kehte hain.
1. Swasthya aur Bimari ke liye:
Jis ghar me koi member lambi bimari se pareshan hai, operation hua ho, ya baar-baar accident / chot lagti ho, unke liye ye sabse uttam yantra hai.
2 .Akaal Mrityu aur Durghatna se Raksha:
Gaadi me, ghar ke main darwaze par lagane se akaal mrityu, kaal sarp dosh aur bade sankat se aakaal mrityu, kaal sarp dosh aur bade sankat se raksha hoti hai.
3. Kaal Sarp aur Grah Dosh:
Jiski kundli me Kaal Sarp Dosh, Shani ya Rahu-Ketu kharab ho, unko is yantra ko apne puja sthal par rakhna chahiye.
4. Man ki Shanti:
Is mantra ki urja se ghar me dar, bechaini aur nakaratmakta khatam hoti hai.
Isko Kahan aur Kaise Lagayein?
• Isko Ghar ke Ishan Kon (North-East), Puja Ghar ya Bedroom me latkaya jata hai, jahan beemar vyakti sota hai.
• Gaadi me latkana bhi bahut shubh hai, kyunki ye safar me raksha karta hai.
• Somwar ke din isko Gangajal se pochhkar “Om Namah Shivay” bolkar latkayein.
• Roz subah iske darshan karne se hi Mahamrityunjay mantra ka fal mil jata hai.

Reviews
There are no reviews yet.