Shri 12 Jyotirling Chowki
₹1,999.00 Original price was: ₹1,999.00.₹1,199.00Current price is: ₹1,199.00.
Iske Fayde (Labh)
1. 12 Jyotirling ke Darshan ka Fal:
Shastra kehta hai ki roz 12 Jyotirling ke darshan se saare paap khatam hote hain. Isko ghar me rakhne se aapko 12 dham ki yatra ka punya ghar baithe mil jata hai.
2. Sabse Bada Vastu Dosh Nivaran:
Jis ghar me ye chowki hoti hai, wahan Kaal Sarp Dosh, Pitra Dosh aur kisi bhi tarah ka Vastu dosh nahi tikta. Shiv ji khud us ghar ki raksha karte hain.
3. Swasthya aur Aayu ke liye:
Mahakaal ke aashirvad se akaal mrityu ka dar khatam hota hai aur ghar me kisi ko lambi bimari nahi gheti.
Ye Mahadev ki sabse pavitra chowki mani jati hai.
Isme kya hai?
1. Beech me – Bhagwan Shiv Ji: Dhyan mudra me baithe hain, haath me Trishul hai.
2. 12 Jyotirling:* Shiv ji ke charo taraf 12 kaanch ke gole hain, har gole ke andar ek Jyotirling ka photo hai. Is par likha bhi hai “Shri 12 Jyotirling Chowki”.
3. 4 Kono par 4 Trishul: Chaar dishaon ki raksha ke liye 4 Trishul lage hain, jinhe mauli se bandha gaya hai.
12 Jyotirling ke naam ye hain – Somnath, Mallikarjun, Mahakaleshwar, Omkareshwar, Kedarnath, Bhimashankar, Kashi Vishwanath, Trimbakeshwar, Vaidyanath, Nageshwar, Rameshwaram aur Grishneshwar.
Iske Fayde (Labh)
1. 12 Jyotirling ke Darshan ka Fal:
Shastra kehta hai ki roz 12 Jyotirling ke darshan se saare paap khatam hote hain. Isko ghar me rakhne se aapko 12 dham ki yatra ka punya ghar baithe mil jata hai.
2. Sabse Bada Vastu Dosh Nivaran:
Jis ghar me ye chowki hoti hai, wahan Kaal Sarp Dosh, Pitra Dosh aur kisi bhi tarah ka Vastu dosh nahi tikta. Shiv ji khud us ghar ki raksha karte hain.
3. Swasthya aur Aayu ke liye:
Mahakaal ke aashirvad se akaal mrityu ka dar khatam hota hai aur ghar me kisi ko lambi bimari nahi gheti.
Isko Kahan aur Kaise Rakhein?
• Ye latkane wala yantra nahi hai, isko Puja Mandir me Chowki ki tarah sthapit kiya jata hai.
• Isko Ishan Kon (North-East) me lal kapde par rakhein.
• Har Somwar ko ispar Gangajal aur Belpatra chadhayein aur “Om Namah Shivay” ka 108 baar jaap karein.
• Iske 4 trishul par bandhi mauli ko kabhi na kholein, ye suraksha kavach hai.
Ye chowki khaaskar un logon ke liye hai jo roz Shiv puja karte hain aur charo dham ka fal ghar me hi chahte hain.

Reviews
There are no reviews yet.