Shri Mahamrityunjay Raksha Kavach Yantra
Shri Mahamrityunjay Raksha Kavach Yantra Original price was: ₹1,299.00.Current price is: ₹649.00.
Back to products
Shri 12 Jyotirling Chowki
Shri 12 Jyotirling Chowki Original price was: ₹1,999.00.Current price is: ₹1,199.00.

Kaal Sarp Dosh Nivaran / Shani Shanti Trinag Kalash Yantra

Original price was: ₹1,599.00.Current price is: ₹819.00.

Iske Fayde (Labh)

Isko “Mrityu ko jeetne wala yantra” bhi kehte hain.

1. Swasthya aur Bimari ke liye:
Jis ghar me koi member lambi bimari se pareshan hai, operation hua ho, ya baar-baar accident / chot lagti ho, unke liye ye sabse uttam yantra hai.

2 .Akaal Mrityu aur Durghatna se Raksha:
Gaadi me, ghar ke main darwaze par lagane se akaal mrityu, kaal sarp dosh aur bade sankat se aakaal mrityu, kaal sarp dosh aur bade sankat se raksha hoti hai.

3. Kaal Sarp aur Grah Dosh:
Jiski kundli me Kaal Sarp Dosh, Shani ya Rahu-Ketu kharab ho, unko is yantra ko apne puja sthal par rakhna chahiye.

4. Man ki Shanti:
Is mantra ki urja se ghar me dar, bechaini aur nakaratmakta khatam hoti hai.

13 People watching this product now!
Category: Tag:
Description

Kaal Sarp Dosh Nivaran / Shani Shanti Trinag Kalash Yantra

Ye aam hanging yantra se alag, puja ke liye sthapit kiya jane wala yantra hai.

Isme kya-kya hai, ye samjhiye:

1. Neeche ki Plate – Shani Yantra: Peetal ki plate par 3×3 ke anko wala Shri Shani Yantra bana hai. Ispar kinare par “Om Sham Shanicharaya Namah” likha hua hai.

2. Upar 3 Nag Devta: Plate par 3 taraf 3 Sheshnaag bane hain – ye Kaal Sarp Dosh ke prateek hain. Inhi ko laal mauli se bandha gaya hai.

3. Beech me – Chandi ka Kalash: Ye Amrit Kalash hai, isme jal bhar kar rakha jata hai.

4. 3 Rang ke Nag (Ratna): Neela, Kala aur Bhura – ye Rahu, Ketu aur Shani ke ratnon ke prateek hain.

Iske Fayde (Labh)

Ye yantra unke liye hai jinki kundli me Kaal Sarp Dosh, Sade-Sati ya Shani ki Dhaiya hai.

1. Kaal Sarp Dosh ke liye:
Jinke kaam bante-bante bigad jate hain, sapne me saanp dikhte hain, ghar me dar laga rehta hai, unke liye ye sabse uttam upay mana jata hai.

2. Shani Dosh aur Naukri/Business me rukawat:
Shani ki wajah se naukri na lagna, court-kachehri, karz badhna – isme is yantra ki sthapna se Shani shant hote hain.

3. Ghar ki Raksha:
Trinag is yantra ki raksha karte hain, ghar me nazar, tantra-badha aur nakaratmakta nahi aane dete.

Isko Kaise Use Karein?

Ye latkane wala nahi, sthapit karne wala yantra hai.

• Isko apne Puja Ghar ke Ishan Kon (North-East) me ek lal kapde par rakhein.
• Beech ke kalash me thoda Gangajal bhar kar rakhein.
• Har Shanivar ko ispar sarson ke tel ka diya jalayein aur “Om Namah Shivay” aur “Om Sham Shanicharaya Namah” ka 11-11 baar jaap karein.
• Is par lage dhage ko khud se na todein, ye Nag Bandhan hai.

Reviews (0)

Reviews

There are no reviews yet.

Be the first to review “Kaal Sarp Dosh Nivaran / Shani Shanti Trinag Kalash Yantra”

Your email address will not be published. Required fields are marked *